Explore every episode of the podcast Roohaniyat Urdu Podcast
| Title | Pub. Date | Duration | |
|---|---|---|---|
| Maahe-Kaamil Ka Falak par Shaq Kalejaa ho Gayaa - Mohd. Viquaruddin Siddiqui | 27 mars 2024 | 00:06:32 | |
Poet: Mohammed Viquaruddin Siddiqui Hyderabad, India | |||
| Lutf Rakhha hai Khuda ne naat mein Quraan ka - Mohammed Viquaruddin Siddiqui | 27 mars 2024 | 00:06:23 | |
Poet: Mohammed Viquaruddin Siddiqui Hyderabad, India | |||
| Naam-e-Aaqa ka waziifa lab pe rozana raha - Mohammed Viquaruddin Siddiqui | 24 mars 2024 | 00:04:34 | |
Poet: Mohammed Viquaruddin Sidiqui Hyderabad, India | |||
| Naat-e-Rasool- Viquaruddin Siddiqui - Ya Rasool Allah | 17 mars 2024 | 00:04:24 | |
Poet: Mohammed Viquaruddin Siddiqui Hyderabad, India Published book: Faizaan-e-Haram | |||
| Naat - Viquaruddin Siddiqui - Hain Shah-e-Kaunain Kiske Gar Ghulamon ke Nahin | 17 mars 2024 | 00:04:02 | |
Poet: Mohammed Viquaruddin Siddiqui "Viquar" Hyderabad, India Hain Shah-e-Kaunain Kiske gar Ghulamon ke Nahi | |||
| Ameer Minai - Naat - Sallaaho-alaihe-Vasallam | 17 mars 2024 | 00:02:40 | |
Poet: Ameer Minai KHalaq ke servar, shaafa-e-mahshar, sallaaho alaihe-vasallam mursal-e-daavar-e-KHaas payambar, sallaaho alaihe-vasallam nuur-e-mujassam, nayyar-e-aazam, survar-e-aalam, muunis-e-aadam nuuh ke hamdam, KHizr ke rahbar, sallaaho alaihe-vasallam faKHr-e-ayaa.n hai.n, arsh-e-makaa.n hai.n, shaah-e-shahaa.n hai.n, saif-e-zabaa.n hai.n sab pe ayaa.n hai.n aap ke jauhar, sallaaho alaihe-vasallam bahar-e-saKHaavat, kaan-e-muravvat, aaya-e-rahmat, shaafe.a-e-ummat maalik-e-jannat, qaasim-e-kausar, sallaaho alaihe-vasallam qibla-e-aalam, ka.aba-e-aazam, sab se muqaddam raaz ke mahram jaan-e-mujassam, ruuh-e-musavvir, sallaaho alaihe-vasallam daulat-e-duniyaa KHaak baraabar, haath ke KHaalii dil ke tava.ngar maalik-e-kishvar taKHt na afsar, sallaaho alaihe-vasallam rahbar-e-muusaa, haadii-e-iisaa, taarik-e-duniyaa, malak-e-uqbaa haath kaa takiya, KHaak kaa bistar, sallaaho alaihe-vasallam chashma-e-jaarii, KHaassa-e-baarii, gard-savaarii baad-e-bahaarii aa.iina-daarii, faKHr-e-sikandar, sallaaho alaihe-vasallam mehr se mamluu, resha resha ne.amat, 'amiir' apnaa hai pesha dard hamesha rahtaa hai aksar, sallaaho alaihe-vasallam | |||
| Munajat - Mohammed Viquaruddin Siddiqui Viquar | 15 mars 2024 | 00:06:35 | |
Poet: Mohammed Viqauruddin Siddiqui Viquar Hyderabad, India Munajat means secret conversation, whispering, prayer, longing or yearning. It is a poem glorifying Allah as well as an act of offering prayer by submitting humble supplication. | |||
| Naat - Aap ko paatā nahīñ jab Aap ko paatā huuñ maiñ - Kamil Shattari | 14 mars 2024 | 00:03:16 | |
Poet: Kamil Shattari aap ko paatā nahīñ jab aap ko paatā huuñ maiñ yā to kho jaatā huuñ, yā phir kho diyā jaatā huuñ maiñ | |||
| Naat-e-Paak - Mushahid Rizvi - Ho Jaati hai Naat | 11 mars 2024 | 00:02:10 | |
Poet: Mushahid Rizvi dil se aaqaa kii ho tauqiir, to ho jaatii hai na.at ho KHayaalaat me.n tathiir, to ho jaatii hai na.at dars-gah-e-na.at kii laaraib hai, qur.aan-e-aziim paa.e.n qur.aan se tanviir, to ho jaatii hai na.at | |||
| Naat-e-Paak - Abdul Sattar Niazi - achchhii lagii | 11 mars 2024 | 00:03:33 | |
Naat-e-Paak - Abdul Sattar Niazi khusravii achchhii lagii, na sarvarii achchhii lagii ham faqiiro.n ko, madiine kii galii achchhii lagii duur the to zindagii, be-ra.ng thii, be-kaif thii un ke kuuche me.n ga.e to, zindagii achchhii lagii | |||
| Naat-e-Rasool - Iqbal Azeem - Jahan Rauza-e-Paak-e-Khairul-wara hai Vo Jannat nahin hai toh phir aur kya hai | 17 déc. 2023 | 00:03:23 | |
Poet: Iqbal Azeem Jahan Rauza-e-Paak-e-Khairul-Wara hai Vo Jannat Nahin hai toh phir aur kyaa hai | |||
| Kahan Main Kahan Madh-e-Zaat-e-giraami - Naat-e-Shareef - Iqbal Azeem | 17 déc. 2023 | 00:04:15 | |
Poet: Iqbal Azeem Kahan Main Kahan Madh-e-Zaat-e-Giraami - Naat-e-Shareef | |||
| Salaam: Mahirul Qadri - Salaam Us Per, Ke Jis Ne Be Kaso.n Ki Dastagiri Ki | 14 oct. 2023 | 00:04:33 | |
Poet: Mahirul Qadri Salaam Us Per, Ke Jis Ne Be Kaso.n Ki Dastagiri Ki
| |||
| Naat-e-Paak: Humse Tauseef-e-Gulistaan-e-adam mat pucho | 06 oct. 2023 | 00:02:53 | |
Humse Tauseef-e-gulistaan-e-adam mat pucho #urdunaat #urduposts #urdusufipoetry #naat2023 #naatsharif | |||
| Naat-e-Shareef: Tere Qadam se ai mere Sultaan-e-Kaiyenaat | 06 oct. 2023 | 00:03:11 | |
Tere Qadam se ai mere sultaan-e-Kaiyenaat #urdunaat #urduposts #urdusufipoetry #naat2023 #naatsharif | |||
| Naat-e-Paak: Zikr-e-Sarkaar hai Sanso.N ka Sahaara Meraa | 05 oct. 2023 | 00:03:01 | |
Kalaam-e-Shaair Ba-Zabaan-e-Shaair Naat-e-Paak: Zikr-e-Sarkaar hai Sanso.N ka Sahaara Meraa Poet: Syed Jalaluddin Hussaini Juniad | |||
| Naat-e-Paak: By Mohd. Gaziuddin Siddiqui 'Kamaal' | 04 oct. 2023 | 00:02:34 | |
Main kyaa kahu.N,huzoor ka hai ehtaraam kyaa Quraan bolta hai yeh meraa kalaam kyaa Poet: Mohd. Gaziuddin Siddiqui Kamaal Hyderabad, India | |||
| Naat-e-Rasool: Darbaar-e-Mustufaa ke Kyaa hai.N ghulaam Likhnaa | 04 oct. 2023 | 00:03:04 | |
Poet: Mohammed Gaziuddin Siddiqui "Kamaal" Hyderabad, India Darbaar-e-Mustufaa ke, Kyaa hai.N ghulaam Likhnaa Har Taajwar se oonchaa, inka maqaam Likhnaa Baad-Az Salaam meraa, Jo hai payaam likhnaa Maaruza likhnay Waalo, Haal-e-ghulaam likhna Aamaal-naama meraa, likhnaa toh ai farishto Sarkaar-e-do Jahaa.N kaa, Adnaa ghulaam likhnaa Jhukte hain sar wahaa.N par, Jhuktay hain dil yahaa.N par Rowzay ko bhi nabi kay Baitul-haraam likhnaa Quraan-e-paak shahid hai, inki azmato.N kaa Tauseef HuQ ne kii hai, phir kyaa muqaaam Likhnaa Har ek hai muaddab, Taibaa mein baat kyaa hai Is shahar ka hai aisaa, kyon ehtamaam likhna Aaqa-e-do-Jahaa.N hai Ghurbat-pasand Aaqa Moonis Ghareeb ke hain, Khair-ul-anaam Likhnaa Quraan jab hai goya ausaaf-e-mustufaa mei.N Asaa.N nahin hai, naat-e-khairul-anaam Likhnaa Duniya se jaanay walaa toh hai Kamaal Lekin Deedaar-e-Mustufa par hai, Ekhtataam Likhnaa | |||
| Naat-e-Paak:Mujhko meri baqshiish ke asaar nazar aaye | 04 oct. 2023 | 00:02:40 | |
Mujhko meri baqshiish ke asaar nazar aaye | |||
| Naat-e-Paak:Parwaana banke dil mera shaidaa hai aaj bhi | 03 oct. 2023 | 00:03:10 | |
Parwaana banke dil mera shaidaa hai aaj bhi Poet: Mohammed Gaziuddin Kamaal Siddiqui | |||
| Naat-e-Paak:Shaidaai azal se Hun Sarkaar-e-Do-Aalam ka | 03 oct. 2023 | 00:02:03 | |
Shaidaai azal se Hun, Sarkaar-e-Do-Alam ka Poet: Mohammed Gaziuddin Siddiqui Kamaal, Hyderabad, India | |||
| Naat-e-Rasool - Adab ke askhud pehluu nikalte hain Madine mein | 03 oct. 2023 | 00:02:52 | |
Naat-e-Rasool - Adab ke askhud pehluu nikalte hain Madine mein Poet: Gaziddin Siddiqui Kamaal, Hyderabad, India | |||