The Ask Mufti Tariq Masood Podcast features full-length masail and Q&A sessions by renowned Islamic scholar Mufti Tariq Masood. The podcast focuses exclusively on his long-form question-and-answer programs, with a growing catalogue of 400+ complete sessions.
In these sessions, Mufti Tariq Masood addresses questions related to Islamic teachings and daily life, providing masail ka hal in a clear and practical manner. Topics include shadi, khandani masail, maal o daulat, and other real-life issues, offering structured Islamic guidance for Muslims.
How to Ask a Question from Mufti Tariq Masood?
To ask a question, contact +1 (346) 859-1560, or search “How to ask questions from Mufti Tariq Masood” on Google or YouTube for more information.
Where to Listen to Ask Mufti Tariq Masood
The Ask Mufti Tariq Masood Podcast is available on Spotify, Apple Podcasts, and other popular podcast platforms.
📧 For Business or Copyright Inquiries: contactsofion@gmail.com
Découvrez des podcasts liées à Ask Mufti Tariq Masood Podcast. Explorez des podcasts avec des thèmes, sujets, et formats similaires. Ces similarités sont calculées grâce à des données tangibles, pas d'extrapolations !
Il n'y a pas de contenu associé à ce podcast.
Aucun lien partagé par ce podcast
Masail Ka Hal - 519th Session | Ask Mufti Tariq Masood 🕌
mercredi 18 novembre 2026 • Durée 40:07
(0:00) Intro
(0:10) Online paisay kamana sharai aitbaar se kaisa hai?
(1:10) Farz namaz ke baad ijtemai dua ka saboot?
(1:17) Salat-ut-Tasbeeh ka saboot?
(6:54) Forex trading ka hukum?
(7:04) Jheengay halal hain ya haram?
(15:35) Khula ke 15 saal baad baghair halala apne sabiq shohar se nikah karna?
(16:42) Ba-waqt-e-majboori ghar banane ke liye soodi qarza lena?
(17:54) Nasbandi karana?
(18:54) Qur’an ki videos YouTube par upload karna?
(19:00) Napaaki mein azan dena?
(19:18) Qadiyaniyon ke sath khana pakana ya khelna?
(20:24) Nikah mein gawah ka ujrat lena?
(21:38) Shohar be-aulad ho to fasakh-e-nikah?
(22:33) Nai dulhan ke paon dho kar pani ghar mein chhirakna?
(22:45) Halat-e-janabat mein roza rakhna aur dair se ghusl karna?
(22:54) Kapron par peshab ka qatra lag jaye to?
(23:22) Hamila aurat ka roza na rakhna?
(24:29) Chor bazar se saman khareedna?
(26:03) Iddat mein adalat jana?
(26:33) Sharabi doston ke sath ghoomna?
(27:49) Qaza-e-umri mein har namaz ki rakat?
(28:05) 2 sajdon ke darmiyan ki dua?
(28:42) Bank saving account mein soodi raqam ka masraf?
(29:25) Talaq ke liye gawah ka hona?
(30:33) Agar mard aurat ke sath na rahe, khud doosri shadi kar le, pehli biwi kya kare?
(32:13) Bank ki aisi job ka hal?
(34:32) Khalazad ki beti se shadi?
(34:51) Allah ko “Khuda” kehna?
(34:57) Allah ko phone par gawah bana kar nikah karna?
(35:50) Shohar agar ghar walon ke dabao mein 2 talaq de lekin abhi jismani taalluq na hua ho to?
(37:05) Mamu ke betay ke sath bhainsain charata hoon, wo kehne se bhi namaz na parhe to?
(37:50) Walid ke sath paisay mila kar plot khareedne par ghar ki virasat?
(38:52) Peshab ke qatron ka masla?
(39:48) Tashahud mein “Alaika” ki jagah “Alaina” parhna?
(40:41) Roza-e-Rasool ﷺ par darood ke ilawa baat Nabi ﷺ sunte hain?
(40:28) Court marriage mein aisi talaq?
To Ask a Question from Mufti Tariq Masood, Contact: +1 (346) 859-1560
(11:51) Aurat agar shohar ki ijazat ke baghair kisi ko ghar aane de?
(12:08) Agar khud ko toota hua mehsoos karein to?
(12:32) Ehraam mein hambistri?
(13:26) Wife ke sath mamu ki ghair akhlaqi harkat?
(14:27) Walidain ki marzi ki jagah zabardasti shadi?
(16:24) Gas compressor wala khana?
(17:37) Baghair music ke aisa gana sunna?
(18:04) Aisi masjid mein namaz?
(19:00) Zina se kaisay bachain?
(21:40) Meraj mein jannat, dozakh ka tasawur?
(22:34) Kutta palna?
(22:50) Leucorrhoea ka masla?
(23:36) Haram kamane walay ki dawat?
Masail Ka Hal - 516th Session | Ask Mufti Tariq Masood 🕌
mercredi 28 octobre 2026 • Durée 41:48
(0:00) Intro
(0:02) Pasand ki shadi mein walidain rukawat hon to?
(1:42) Wazu ke baad shak ho ke paon dhoye thay ya nahi to?
(2:03) Aurat agar shohar se zyada kamati ho to kharch us par lazim hoga?
(3:05) Mobile par fohash ads ka gunah?
(3:14) Biwi agar saas se tang aa kar jawab de to nafarmani hogi?
(4:17) Namaz mein rona aa jaye to?
(4:21) Shohar agar biwi ko bar bar maike janay se roke to?
(6:15) Jhoot bol kar nokri mili ho to?
(6:54) Walidain agar shadi ke mamlay mein dabao daalein to?
(8:05) Shohar agar biwi ko har baat mein talaq se daraye to?
(10:28) Dil mein maani hui nazr poori karna?
(10:39) Aurat agar iddat mein tanha mehsoos kare to kis hadd tak ghar se bahar nikal sakti hai?
(11:15) Jaldi mein namaz chhorna?
(12:05) Masjid mein chanda mangna?
(15:32) Rishwat ke baghair kaam?
(16:37) Bewa aurat kab dobara nikah kar sakti hai?
(16:45) Shohar har baat mein maa ki sunay to?
(17:47) Wazu ke dauran baatein karna?
(18:13) Office mein waqt zaya karne se tankhah ka hukum?
(19:32) Aurat ka baghair dupatte ghar mein namaz parhna?
(19:58) Ghusse mein Allah se shikwa karna kufr hai?
(20:44) Biwi agar shohar ki bad-zabani par jawab de to?
(22:16) Ghair Muslim ustaz se dunyawi taleem lena?
(22:24) Nazr poori karne ka kaffara?
(22:45) Namaz mein khayal bar bar doosri taraf jaye to?
Q&A Session Air University Islamabad - 515th | Ask Mufti Tariq Masood
mercredi 21 octobre 2026 • Durée 44:17
(0:00) Intro
(0:17) Sharab bada gunah hai ya sood?
(2:46) Aisi app ka istemal?
(3:14) Khandan ya mohabbat — larki kya select kare according to Shariah?
(7:04) Video editor agar logon ki videos mein music / songs lagaye to?
(7:50) University fee par due date ke baad 200 Rs/day lena sood hai?
(9:10) Mehbooba ki accident mein death ho jaye to larkiyon se door rehna aur sirf khud par kaam karna kaisa hai?
(10:42) Dhoka dene walay ke sath mukafat-e-amal hoga?
(11:00) Mutual funds / stock earnings ka sharai hukum?
(13:04) Co-education mein girls ka without hijab university aana?
(13:35) Male student ka message: larki pasand hai lekin maali istehkam nahi aur taleem mukammal nahi — fitnay ka khauf kaisay khatam karein?
(17:03) Game developing mein tasveer banana?
(17:50) Berozgar naujawan shadi kaisay kare?
(32:26) Bhook mein halal na mile to youngsters haram ki taraf jayenge?
(33:40) Cousin se shadi mein 2 saal ki taakhir — walidain ko jaldi ka kehne mein sharam aaye to?
(34:35) Agar ghar walay love marriage ke liye razi na hon to kya karein?
(34:49) 23 saal ka rozgar wala naujawan shadi kaisay kare agar apna ghar / gari na ho?
(35:53) Female cousin se shadi mein walidain rukawat hon to?
(36:40) Gunahon ka ehsas khatam ho jaye to?
(38:05) Qasam ka kaffara?
(38:33) Samandari badi machhli chhoti machhli ko zinda kha le to uske shikar par chhoti machhli ka fiqh Hanafi mein kya hukum?
(39:44) Kya Ghazwa-e-Badr Islam ki pehli jang thi?
Q&A Session Air University Islamabad - 514th | Ask Mufti Tariq Masood 🕌
mercredi 14 octobre 2026 • Durée 43:26
(0:00) Intro
(0:42) 3D games modeling mein insani chehray banana?
(2:18) University ki masjid mein 2 baar jamaat karana?
(5:39) Pakistan ki mojooda soorat-e-haal ke baare mein durust Islami radd-e-amal kya hona chahiye?
(8:36) Daur-e-hazir mein jab Allah, Islam aur Tauheed ke khilaf baatein sunte rehte hain to hum Tauheed par kis tarah sabit qadam reh sakte hain? Aur kis tarah Allah ke sath mohabbat ka mazboot taalluq rakh sakte hain?
(12:50) Zyada sochne (overthinking) par kaisay qabu paayein?
(19:50) Koi shakhs yeh kaisay jaan sakta hai ke uska deen sacha hai jab woh tamam mazhab ka tajurba nahi kar sakta?
(25:05) Female student ka sawal: achhi saheli se dosti khatam ho jaye aur woh pehle jaisi special na rahe to?
(28:23) University studies ki wajah se farz namaz qaza ho jaye to?
(29:56) Agar larka aur larki 7 saal se mohabbat karte hon, aur larki walay zaat ka bahana bana kar nikah se inkar kar dein to?
(34:08) Ba-asar Pakistani ulama
(36:04) Agar koi flirty shadi ke jhootay waday kare to larki (jisko bachpan ke sadmon ki wajah se shadi aur mardon par trust khatam ho chuka ho) kya kare?
To Ask a Question from Mufti Tariq Masood, Contact: +1 (346) 859-1560